Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mother`s Day 14 May...!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mother`s Day 14 May...!

    AsaLaMu ALaikum :rose

    Jaise Ke App Sub jante hain ke Kal Mother`s Day Hai hamari pyari pyari Amiou ka din:D JO ke pori duniya main manaya jata hai ...Tu Yaha App Apni Ami :x Ko Kuch bhi dedicate karain :x or apni Bachpan ki koi shararat Ya Koi Aisa Qissa Jab App ki Mar Pare ho Ami se


    Tu Yaha Share Kijeye Maze Maze ke Qisse :blush: :wk

    Or Yeh Aik Aisa Mozu Hai Ke Is per Jitna BoLa Jaye Kum Hai

    Maa Jaise Hasti Duniya Main Hai Kaha
    Nahi MiLe Ga BaduuL Dhondey Yeh Sara Jahan :phool:



    Maanwan Thundiyan Chawan :eye:
    Last edited by naz; 13 May 2006, 10:09.

    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

  • #2
    Re: Mother`s Day 14 May...!



    Meri zindagi main aik bar mar pare thi... is qadar buri ke jis ki had nahi...sister se lariey horahe thi...hum dono bahus karrahe the..ami ke hath main nahi arahe thi ...main chuut per chale gaye thi..ami wahe pohcnh gaye me ko pakrne ki koshsih ki leken bhai bachaye jaraha tha..jo ke mujeh abhi bhi kehta hai tera jan maine bachaye thi warna ami ne tu mar he dalna tha :hehe...abhi tak ehsan nahi utra iska hehe...fir jee main ami k hath a he gaye :(( inna mara inho ne ballon se pakr ker seriou se gahestte heu leker aye thi neche me ko..or fir sis he abu ko bula ke laye ke dekhian ami kaise mar rahe hian...fir bad main marn ke khud he bhet ker roye bhi ahoOo maza aya na fir :hehe
    leekn wo din or ajka din ami ne mujhe kabhi nahi bura..bus wo he aik pitaye meri sare zindagi ki hian...baki main sara din ami ko cherte rehte hon..meri ami meri bhot achi dost hain.maine inse bhot kuch share karti hon...kal mujhe kehrahe thi..tum log kabhi mujeh kuch nahi dete Mother`s day per hehee maine socha hia kuch lekr ayo inke surprise :x maza aye ga na wo khush hongi...aj jaogi main Allah kare mujhe kuch pasnd ajaye...waise apus ki baat hai ami ke nakhrey bhot hain hehe isliye inke liye kuch lena bhot mushkil lagta hia leken aj tu kuch lana he oare ga apni amma ke liye i love u ami love u alotttt


    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

    Comment


    • #3
      Re: Mother`s Day 14 May...!

      I LOve U MAA...:)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Mother`s Day 14 May...!

        koi qissa bhi tu sunaye na

        ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
        tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

        Comment


        • #5
          Re: Mother`s Day 14 May...!

          [/quote] MAA TO GREAT HOTE HY JEE.. MAA JESA KOE NAHE.. waqiat to bohat hotyn hain.. Lakin mare life main asa koe waqya nae jab mare amee ney mujy mara ho.. Wo to piyaar ke chaoon hayn.. haan albata abu ke tabiyat zara alag hy.. .. lakin kuch din pehly ke aik baat batata hon jiss sey ap ko andaza ho ga k Maa kitna piyar karte hay..
          howa youn k main raat k khany ke baad zara doston k sath bahir jata hon (khali & abi2cool) aik din bohat he dayr ho gae raat ko. jab main ney bell de to amee jo k mary intzar main jag rahe then darwzy tak aeen lakin darwaza nae khola or kaha ke ab bahir he raho main ne darwaza nahe kholna. :na: abe howa youn k amee be side per ho gaeen ,or main ne kaha ke theek hay main jaa raha hon, main be darwazy k side main khara ho gaya.. 5 min baad amee ke awaz ander sey aee Asad.. asad...asad..... jab main chup raha to wo darwaza khol ker bahir aa gaeen. or samje k main such much kahe chala gya hon.lakin jab mujy darwazy k side main dekha to ( gusa or piyar ) ono ney mujy ghaly laga liya.. lakin main ney b promise kia key ainda itne dayr nahe ho ge..I LOVE U MY SWEET AMEE
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • #6
            Re: Mother`s Day 14 May...!

            bhot acha qisa hia asad bhia...maze ka...bus maa baap aise he rahum dil hote hian...inhe koi lalich nahi hote hum se leken phir bhi pyar karte hain :x

            ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
            tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

            Comment


            • #7
              Re: Mother`s Day 14 May...!

              awww bohat ache kisey sunaye aap dono ne

              meri ammi ko b Happy Mother's Day

              Comment


              • #8
                Re: Mother`s Day 14 May...!

                What is a MOther

                It takes a Mother's Love
                to make a house a home,
                A place to be remembered,
                no matter where we roam.

                It takes a Mother's Patience,
                to bring a child up right,

                And her Courage and her Cheerfulness
                to make a dark day bright.
                It takes a Mother's Thoughtfulness
                to mend the heart's deep "hurts,"
                And her Skill and her Endurance
                to mend little socks and shirts.

                It takes a Mother's Kindness
                to forgive us when we err,
                To sympathize in trouble
                and bow her head in prayer.

                It takes a Mother's Wisdom
                to recognize our needs
                And to give us reassurance

                by her loving words and deeds.

                It takes a Mother's Endless Faith,
                her Confidence and Trust
                To guide us through the pitfalls
                of selfishness and lust.

                And that is why in all this world
                there could not be another
                Who could fulfill God's purpose
                as completely as a MOTHER!

                Comment


                • #9
                  Re: Mother`s Day 14 May...!

                  qisaien tu bauhat saare hain naz ji....per un sub ka conclusion yeh nikalta tha keh humari ammi jaan apna sir pakad ker kahti thein..."beta!! aap is zameen per sirf mujhe tang karne ke liye bhaije gaye ho..":shh:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mother`s Day 14 May...!

                    very nice thread Naz

                    aik baat aur kahoon ga ke aap ke threads aur Anchal ke threads kafi interesting hotay hein...mujay to kai baar aap dono aik hi lagti hein :lol:

                    meri mom ke saath buchpan se hi kafi understanding he...bara beta jo hoon :blush:

                    ammi se maar to kai baar pari...ub mein aap ko gin ke nahi bata sakta...aur akser is baat per perti thi ke meri ammi mujay aunty ke ghar baijtein kisi bhi kaam se...lekin museebat yeh ke un ke ghar her waqt koi na koi movie lagi hoti thi...aur me wahan beth ker kaam bhool ker movie dekhnay lagta...aur jub kafi der baad kisi ke haath peghaam aata ke aaamir tumhein ammi bula rahi hein to me apni cycle paker ker baagta, lekin us waqt bohat der ho chuki hoti thi :lol

                    Meri mom muj se pyaar bhi bohat kerti thein...ub jub ke me inna wada ho gaya hoon...meri ammi mere khanay peenay ka bohat khyal rakhti hein...even koi bhi aisi cheez nahi khanay detein jis se meri sehat pe aik baal barabar bhi farak aanay ka andeesha ho :lol:
                    :thmbup:

                    Comment

                    Working...
                    X